Sangit me sat sur hote hai SA.RE.GA.MA.PA.GHA.NI.SA.in sat suro me hi gana gaya jata hai ye sat sur ke ak ghar kaha jata hai koi bhi git ya bhajan in sat sur ke bina gaya nahi jata in sat sure ke bahar jo koi song ya fir bhajan gata hai to use be sura kaha jata hai
SA.sur song ya bhajan ka kendra bindu hota hai koi bhi bhajanik ya gayak song ki suruat sa se hi karte hai.
EXE.jese hamare sarir ka hisaa ankh hai to ankh ke binna ham chal nahi pate or dekh bhi nahi sakte.agar hamare pass ankh hi na ho to hame kya kahate hai? ANDHA usi tarah koi bhi song ya bhajan sur ke bina nahi gaya jata.
OR ha in sat suro me hi 36 raga or 36 ragini gayi jaji hai
No comments:
Post a Comment